KHUSIYON KAA SUTRA

BBY ARVIND NURUTI

JEEWAN @2020
 

JINDAGI   JEETE TO SABHI HAI MAGAR  ISE SARTHAK AUR SAFAL BANNE KE LIYE  KUCHH NIYAM FAYADE AUR SUTRA JARUR  HOTE HAI .  YE MANUSYA  KO VYAVASTHIT  RAKHATE HAI . SUTRA KISI BADI BAAT  KO  BEHADD   KAM SABDO ME ABHIVYAKT  KARNE KA  TARIKA HAI .  DUSRE SABDO ME KAHA JAYE  TO  CHHOTE  CHHOTE  SARGARBHIT  VAKYAA  HI SUTRA KAHLATE HAI .  HUM ISSE GEETA, SARIKHO ME PADHTE  AAYE HAI  MAGAR APNNE JEEVAN ME AATMASAT KAM KAR PAATE HAI .


 

JINDAGI KO  NAYI UCHAYI PAR LE JAANE KE LIYE  IN   SUTRO KI DOR  PAKAD  KAR  RAKHE :-

1.       HAMESHA AASAKTI SE HI  KAMNA KAA JANM  HOTA  HAI .

2.      JO SANDEH  KARTA HAI USE   KABHI KHUSI  NAHI MILTI.                                       

3.         JO MANN  KO  ROK  NAHIN  PAATA UNKE LIYE  UNKA MANN  DUSMAN  KE  SAMAAN HAI  .

4.     VAASNA , GUSSA AUR  LALACHA  YE  NARAK KE TEEN DWAR HAI .

5.       ISS   JIVAN  ME  KUCHH  BHI  VYARTHA  NHI HOTA HAI  .

6.     MANN CHANCHAL HOTA HAI . ISE  NIYANTRIT KARNA KATHIN HOTA HAI . AABHYASH SE ISE VASH ME KIYA JA  SAKTA HAI .

7.      SAMMANIT  VYAKTIYON  KE LIYE APMAN  MRITTYU  SE  BHI  BATTAR  HOTA HAI .

8.     JO VASTVIK  NAHI HAI USSE KABHI MAT DARO .

9.    AATM MANTHAN KARE . AATMGYAAAN KI TALVAR SE HI  VYAKTI  ANDAR KE  AGYAN KO KAAT SAKTA HAI .

10.  VYAKTI JO CHAHE VAH BAN SAKTA HAI  AGAR VAH  US  ICHCHHA PAR  PURI VISVASH  KE SAATH AMAL KARE . 

11.    HAR VYAKTI KA VISVASH  USKE  SWABHAV KE ANUSAR HOTA HAI .

12.  JO   KARM  PRAKRITIK NAHI HAI WO  HAMESHA APKO TANAV DETA HAI .

13. GYAANVAN VYAKTI  KABHI BHI   DIKHAVE KE SHUKH ME  ANAND  NAHI LETA .

14. JO KOI BHI   KISI  BHI KAAM ME PURI  NISKRIYTA   AUR  IMANDARI KE SAATH  KAAM  KARTA HAI VAHI  BUDHDHIMAN VYAKTI HAI .

15.  BUDDHIMAN VYAKTI  KO  BINA  KISI  SWARTH   KE  SAMAAJ  KI   BHALAI  KA   KAAM  KARNA   CHAHIYE  .

16.  JAB VYAKTI    APNE  KAARYA  ME    ANAND  PRAPT KAR  LETA HAI  TAB   VAH  POORN HO JAATA  HAI .

17.  KRODH SE BHRAM  PAIDA HOTA HAI    , BHRAM SE  BUDDHI    VYAGRA  HOTA    HAI   JAB  BUDDHI   VYAGRA HOTA HAI TO  TARKA   NAST HO JAATA  HAI  AUR TARKA KE    NAST  HOTE  HI PATAN SURU  HO JAATA HAI .

18. SADAIV   SANDEH KARNE  WALE  LOGO  KE  LIYE   PRASANNTA  TEENO  LOK  ME  KAHIN BHI NAHI  HAI .

19.  JO  MANUSYA  APNE   MANN KO NIYANTRAN ME NAHI  RAKH  SAKTA VAH  SATRU  KE  SAMAAN 

   KARYA   KARTA  HAI.

20.                        CHEEZE EK SAMAAN NAHI  RAHATI .  PURANI CHEEZO KO  BHULKAR AAGE   BADHNA HAI  .  BRAMBHAN BHI PURANI   CHEEZO KO BHUL JAATA HAI .

 

‘AADARSH  JIVAN  JEENE  HETU TIPS ’

 

HAMARE JIVAN  ME HI AISE  KAI  MAHA-PURUSH   JANM LIYE  AUR   APNE  NEK  KARYO SE SABKO  PRABHAVIT KIIYE JAISE,- MAHATMA GANDHI JI , SUBHASH CHANDRA BOSH , NEHRU , SWAMI  VIVEKANAND JI    ETC. GURU GHANSHI DASH  INKE  BAARE ME TO APNE   BAHUT  KUCHH TO  SUNA  HI  HOGA  JINHONE SAMAZ   KE   LIYE  UPYOGI  SANDESH AUR  TATKALIK SAMAJIK   PRISTHITI   SE  PRICHIIT    KARAYA .  GURU GHANSI DASH   JI  KE  KUCHH   SANDESH  NICHE  DIYE HAI   JO UNHONE VISHV  KALYANKARI  SIDHANTO   KO  SAMAJJ ME   PRACHAR  KIYA  JINKE PRABHAV SE  VIBHINN  JAATI    VA  SAMUDAY  KE    LAKHO  LOG  UMAD- UMADKAR UNKE   UNUYAYI  HONE  LAGE .

 

GURU GHANSI DASH JI KE  KUCHH  SANDESH :-

1.      YONI BHED  HI  JAATI  HAI . EK   YONI  KE    SARE  JEEVO  KI EK  JAATI    HOTI  HAI.   MANAV – MANAV  KI   KEVAL  EK  JAATI HAI  , KYONKI   SAMPURN   MANAV  EK  HI  YONI  KE  HAI.   YONI   PRAKRITIK HAI  AT; JEEVO KI   JAATI MANAV  , KUTTA , BANDAR , BILLI , GAAY ,  BHAIS  ADI   BHI  PRAKRITIK  HAI . KISI  KI   JAATI  JANNE   HETU  PUCHHNE  KI  AAVSYAKTA  NAHI   PADTI  .

2.     JEEV KI  UTTAPATTI  KE  SAATH    HI  DHARM BHI  ASTITVA  ME  AA  JATA ,  ATTH  DHARM  BHI  PRAKRITIK   HAI .  PRATYEKK  JEEV KA APNA   EK DHARM  HOTA  HAI ,  ISLIYE  SABHI  MANAV  KA   EK  HI  DHARM HOTA  HAI .

3.    DHARM KA  GYAAN  MANAV  YONI  KE LIYE HI HAI .  MANAV  YONI  BUDDHI  KE  KARAN HI  MUKTI KA  DWAR  BHI  HAI  . DHARM  KA GYAAN HI MUKTIDATA HAI .

4.    PRATEK  MANAV   SARIR  EK  DEVALAY HAI  AUR  USKI  ATMA US   DEVALAY  KA DEVTA HAI.  ATMA  ASANKHYA  HAI KINTU   EK   SAMAAN   HAI .

5.    SAT   AATMA KO  KAHATE  HAI . SATNAM  USKA    DHARM  HAI  .  AATMA  SE   AATMA KI   UTT –PATTI NAHI  HOTI , VAH  ANADI  HAI . AATMA SATPURUS  HAI .  SATPURUSH AADI  PURUS HAI  . AATMA  GYAANI  HAI  MAGAR  KARTA  NAHI HAI  .  YE  SAB  SATYA  KE  AADHAR  PAR   HOTAA HAI  . JAISE  -

 

 

“ SATYA  SE  DHARNI   KHADI  , SATYA  SE   KHADA AKASH  HAI.

SATYA   SE  UPAJEE   PRITHVI , KAH  GAYE  GHANSI DASH  HAI  ..’’

Post a Comment

Please Follow My page

Previous Post Next Post